Daaru Desi Video Song from Cocktail
Daaru Desi video song from Cocktail, starring Saif Ali Khan, Deepika Padukone and Diana Penty. Directed by Homi Adajania. Daaru Desi is sung by Benny Dayal and Shalmali Kholgade & composed by Pritam, while the song has been penned by Irshad Kamil.
Song : Daaru Desi
Music Director: Pritam
Lyricist: Irshad Kamil
Singers: Benny Dayal , Shalmali Kholgade
Cast: Saif Ali Khan, Deepika Padukone, Diana Penty, Dimple Kapadia, Boman Irani
Daaru Desi Song Lyrics – Cocktail
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi…
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi…
Lad-khadane lagi muskurane lagi
Bewajaah har jagaah aane jaane lagi
Tu mujhe main tujhe
Jo bhi ho dil me woh khul ke bataane lagi
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi…
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi…
Waqt bhi sar-firaa sa lage
Bhaagta saa rahe har jageh
Waqt ko in dino sujhne hai lagi dillagi
Ho, yaariyaan gadiyaan jab huyee
Aaj kal marziyon ki jagah se thhagi zindegi
Sath hum jo chale
Bann gaye kaafilein
Aur koi hamen ab mile na mile
Mauj hai roz hai
Roke se bhi naa ye rukte kabhi silsile
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi…
Hai chadi hai chadi iss kadar
Ghoomti jhoomti har dagar
Befikar befikar saa lage zindegi ka safar
Yaar ko yaar ki hai khabar
Pyaar se pyaar si baat kar
Yei Jahaan hai jahan
Hum rahein ab woh hi umra bhar
Dhup ko thaam ke chal pade na thake
Fursaton mein rahe, kaam ho naam ke
Befikar befikar subhaa suhaanee ho khali ho pal shaam ke
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi…
Chadhi mujhe yaari teri aisi
Jaise daaru desi
Khatti mithi batein hain nashe si
Jaise daaru desi…
Lad-khadane lagi muskurane lagi
Bewajaah har jagaah aane jaane lagi
Tu mujhe main tujhe
Jo bhi ho dil me woh khul ke bataane lagi..